Tuesday, April 14, 2009

Sufi Tere Pyar Mein


Singer(s): Saim, Tulsi Kumar
Movie: Jai Veeru(2009)
Cast: Fardeen Khan, Kunal Khemu, Dia Mirza, Anjana Sukhani, Arbaaz Khan, Rajesh Khattar







Lyrics:

teri yaadein mujhe tadpaati hai, tarsaati hai
mere dil ko sanam dhadakaati hai, behkaati hai
tu kabhi kisi aur ki hona nahi
jaadu tere ishq ne aisa kiya
sufi tere pyaar mein ban hi gaya - (2)

tu meri chaahate meri raahate meri aashiki
tu meri aarju, meri justaju, meri bekhudi
tu meri dhadkane, meri jindagi
meri palke kabhi bhigona nahi
tu kabhi kisi aur ki hona nahi
sufi tere pyaar mein ban hi gaya - (2)

apani tanhaayiya, yeh viraaniya chalo baant le
apani aawaaragi deewaanagi chalo baat ne
bin tere na lage kahin abb jiya
gair ke khwaabon ko pirona nahi
tu kabhi kisi aur ki hona nahi
sufi tere pyaar mein ban hi gaya - (2)
teri yaadein mujhe tadpaati hai, tarsaati hai
mere dil ko sanam dhadakaati hai, behkaati hai
tu kabhi kisi aur ka hona nahi
jaadu tere ishq ne aisa kiya
sufi tere pyaar mein ban hi gaya.........







Part 2 part 3 Part 4 Part 5 Part6 Part 7 Part 8 Part 9 Part 10 Part 11 Part 12...

No comments:

Post a Comment